Rahat Indori (1950–2020) was one of India’s most celebrated Urdu poets and lyricists, known for his bold and evocative poetry. Born on 1 January 1950 in Indore, Madhya Pradesh, his real name was Rahat Qureshi, and he adopted "Indori" as his pen name, reflecting his connection to his hometown.
His performances at mushairas (poetic gatherings) made him a household name in India and abroad. His command of the stage and his unique delivery style set him apart.
Rahat Indori was the son of a cloth mill worker.He showed a keen interest in literature and the arts from an early age.He earned a Master’s degree in Urdu literature from Barkatullah University, Bhopal, and later a Ph.D. in Urdu poetry from Bhoj University.
He wrote lyrics for several Bollywood films, including Munnabhai MBBS (2003), Kareeb (1998), and Mission Kashmir (2000).
Rahat Indori passed away on 11 August 2020 due to cardiac arrest after testing positive for COVID-19. His death marked the end of an era in modern Urdu poetry.
उस की याद आई है साँसो ज़रा आहिस्ता चलो
धड़कनों से भी इबादत में ख़लल पड़ता है
Us ki yaad aayi hai saanson zara aahista chalo
Dhadkanon se bhi ibaadat mein khalal padta hai
--------------------------------------------
दोस्ती जब किसी से की जाए
दुश्मनों की भी राय ली जाए
--------------------------------------------
Dosti jab kisi se ki jaye
Dushmanon ki bhi rai li jaye
न हम-सफ़र न किसी हम-नशीं से निकलेगा
हमारे पाँव का काँटा हमीं से निकलेगा
--------------------------------------------
Na hum-safar na kisi hum-nasheen se niklega
Hamare paanv ka kaanta hameen se niklega
शाख़ों से टूट जाएँ वो पत्ते नहीं हैं हम
आँधी से कोई कह दे कि औक़ात में रहे
--------------------------------------------
Shaakhon se toot jaayein wo patte nahi hain hum
Aandhi se koi keh de ki auqaat mein rahe
हम से पहले भी मुसाफ़िर कई गुज़रे होंगे
कम से कम राह के पत्थर तो हटाते जाते
--------------------------------------------
Hum se pehle bhi musafir kai guzre honge
Kam se kam raah ke patthar to hatate jaate
आँख में पानी रखो होंटों पे चिंगारी रखो
ज़िंदा रहना है तो तरकीबें बहुत सारी रखो
--------------------------------------------
Aankh mein paani rakho, honton pe chingari rakho
Zinda rehna hai to tarqeeben bahut saari rakho
रोज़ तारों को नुमाइश में ख़लल पड़ता है
चाँद पागल है अँधेरे में निकल पड़ता है
--------------------------------------------
Roz taaron ko numaish mein khalal padta hai
Chaand paagal hai andhere mein nikal padta hai
नए किरदार आते जा रहे हैं
मगर नाटक पुराना चल रहा है
Naye kirdar aate ja rahe hain
Magar naatak purana chal raha hai
--------------------------------------------
बहुत ग़ुरूर है दरिया को अपने होने पर
जो मेरी प्यास से उलझे तो धज्जियाँ उड़ जाएँ
Bahut ghuroor hai dariya ko apne hone par
Jo meri pyaas se uljhe to dhajjiyaan ud jaayein
--------------------------------------------
घर के बाहर ढूँढता रहता हूँ दुनिया
घर के अंदर दुनिया-दारी रहती है
Ghar ke baahar dhoondhta rehta hoon duniya
Ghar ke andar duniya-daari rehti hai
--------------------------------------------
ये ज़रूरी है कि आँखों का भरम क़ाएम रहे
नींद रक्खो या न रक्खो ख़्वाब मेयारी रखो
Yeh zaroori hai ki aankhon ka bharam qaem rahe
Neend rakhon ya na rakhon, khwaab miyari rakho
--------------------------------------------
मैं आख़िर कौन सा मौसम तुम्हारे नाम कर देता
यहाँ हर एक मौसम को गुज़र जाने की जल्दी थी
Main aakhir kaun sa mausam tumhare naam kar deta
Yahan har ek mausam ko guzr jaane ki jaldi thi
--------------------------------------------
बीमार को मरज़ की दवा देनी चाहिए
मैं पीना चाहता हूँ पिला देनी चाहिए
Beemaar ko maraz ki dawa deni chahiye
Main peena chahta hoon pila deni chahiye
--------------------------------------------
हम अपनी जान के दुश्मन को अपनी जान कहते हैं
मोहब्बत की इसी मिट्टी को हिंदुस्तान कहते हैं
Hum apni jaan ke dushman ko apni jaan kehte hain
Mohabbat ki is mitti ko Hindustan kehte hain
--------------------------------------------
तेरी महफ़िल से जो निकला तो ये मंज़र देखा
मुझे लोगों ने बुलाया मुझे छू कर देखा
Teri mehfil se jo nikla to ye manzar dekha
Mujhe logon ne bulaya, mujhe chhoo kar dekha
--------------------------------------------
सूरज सितारे चाँद मिरे साथ में रहे
जब तक तुम्हारे हाथ मिरे हाथ में रहे
Sooraj sitare chaand mere saath mein rahe
Jab tak tumhare haath mere haath mein rahe
--------------------------------------------
एक ही नद्दी के हैं ये दो किनारे दोस्तो
दोस्ताना ज़िंदगी से मौत से यारी रखो
Ek hi naddi ke hain ye do kinare dosto
Dostana zindagi se maut se yaari rakho
--------------------------------------------
बोतलें खोल कर तो पी बरसों
आज दिल खोल कर भी पी जाए
Botalen khol kar to pee barson
Aaj dil khol kar bhi pee jaye
--------------------------------------------
अब तो हर हाथ का पत्थर हमें पहचानता है
उम्र गुज़री है तिरे शहर में आते जाते
Ab to har haath ka patthar humein pehchaanta hai
Umar guzri hai tere sheher mein aate jaate
--------------------------------------------
मैं पर्बतों से लड़ता रहा और चंद लोग
गीली ज़मीन खोद के फ़रहाद हो गए
Main parbaton se ladta raha aur chand log
Geeli zameen khod ke Farhad ho gaye
--------------------------------------------
ये हवाएँ उड़ न जाएँ ले के काग़ज़ का बदन
दोस्तो मुझ पर कोई पत्थर ज़रा भारी रखो
Yeh hawaen ud na jayein le ke kaagaz ka badan
Dosto mujh par koi patthar zara bhaari rakho
--------------------------------------------
मैं ने अपनी ख़ुश्क आँखों से लहू छलका दिया
इक समुंदर कह रहा था मुझ को पानी चाहिए
Main ne apni khushk aankhon se lahoo chhalka diya
Ik samundar keh raha tha mujh ko paani chahiye
--------------------------------------------
मैं आ कर दुश्मनों में बस गया हूँ
यहाँ हमदर्द हैं दो-चार मेरे
Main aa kar dushmanon mein bas gaya hoon
Yahan humdard hain do-chaar mere
--------------------------------------------
मज़ा चखा के ही माना हूँ मैं भी दुनिया को
समझ रही थी कि ऐसे ही छोड़ दूँगा उसे
Maza chhakka ke hi maana hoon main bhi duniya ko
Samajh rahi thi ki aise hi chhod doonga use
--------------------------------------------
रोज़ पत्थर की हिमायत में ग़ज़ल लिखते हैं
रोज़ शीशों से कोई काम निकल पड़ता है
Roz patthar ki himayat mein ghazal likhte hain
Roz sheesho se koi kaam nikal padta hai
--------------------------------------------
"I would love to hear your feedback on how we can improve this page and make it an even better collection of shayari. Your suggestions and ideas are invaluable to us!"
chetan.yamger@gmail.com
Copyright © 2018 Ek Nazariya - All Rights Reserved.
Designed by Chetan Yamger