एक नज़रिया
Ek Nazariya

एक नज़रिया Ek Nazariya एक नज़रिया Ek Nazariya एक नज़रिया Ek Nazariya

एक नज़रिया
Ek Nazariya

एक नज़रिया Ek Nazariya एक नज़रिया Ek Nazariya एक नज़रिया Ek Nazariya
  • Shayari-Sangrah
  • Ishq-Shayari
  • Virah-Shayari
  • Azeem-Shayar
    • Ghalib-Shayari
    • Bashir-Badr-Shayari
    • Gulzar-Shayari
    • Waseem-Barelvi
    • Ahmad-Faraz
    • Javed-Akhtar
    • Nida-Fazli
    • Rahat-Indori
    • Rahat-Indori
    • Jaun-Eliya
    • Tahzeeb-Hafi
  • The Artist
    • Rahgir
    • Zakir-Khan
    • Piyush-Mishra
    • Kumar-Vishwas
  • Best-Shayari
    • Best-Love-Shayari
    • Best-Sad-Shayari
    • Best-Attitude-Shayari
    • Best-Motivational-Shayari
    • Best-Funny-Shayari
    • Best-Festival-Shayari
    • Best-Friendship-Shayari
  • Shero Shayari In Video
    • Urdu-Studio
    • Ansuni-Shayari - 1
    • Ansuni-Shayari - 2
    • Voice-Of-RJ - 1
    • Voice-Of-RJ - 2
    • Gazal
    • Azeem-Nazam
    • Movie-Shayari
    • Sukoon
  • Ishq-E-Frames
    • Shayari-Shots
    • Do-Lafz
    • Guzarish
    • Andaz-E-Bayan
    • Mehfil-Shayari
    • Insta-Nazariya
  • Shayari Dil Se
    • Ek-Nazariya
    • Manchala-Madhur
    • Auraq-e-jazbat
    • Roops-Diary
    • Apka-Nazariya
  • Alfaaz-e-Dil
    • Irshad
  • Mere-Watan
  • HASHTAGS - #SHAYRI
  • Buy Me A Coffee
  • Contact US
  • More
    • Shayari-Sangrah
    • Ishq-Shayari
    • Virah-Shayari
    • Azeem-Shayar
      • Ghalib-Shayari
      • Bashir-Badr-Shayari
      • Gulzar-Shayari
      • Waseem-Barelvi
      • Ahmad-Faraz
      • Javed-Akhtar
      • Nida-Fazli
      • Rahat-Indori
      • Rahat-Indori
      • Jaun-Eliya
      • Tahzeeb-Hafi
    • The Artist
      • Rahgir
      • Zakir-Khan
      • Piyush-Mishra
      • Kumar-Vishwas
    • Best-Shayari
      • Best-Love-Shayari
      • Best-Sad-Shayari
      • Best-Attitude-Shayari
      • Best-Motivational-Shayari
      • Best-Funny-Shayari
      • Best-Festival-Shayari
      • Best-Friendship-Shayari
    • Shero Shayari In Video
      • Urdu-Studio
      • Ansuni-Shayari - 1
      • Ansuni-Shayari - 2
      • Voice-Of-RJ - 1
      • Voice-Of-RJ - 2
      • Gazal
      • Azeem-Nazam
      • Movie-Shayari
      • Sukoon
    • Ishq-E-Frames
      • Shayari-Shots
      • Do-Lafz
      • Guzarish
      • Andaz-E-Bayan
      • Mehfil-Shayari
      • Insta-Nazariya
    • Shayari Dil Se
      • Ek-Nazariya
      • Manchala-Madhur
      • Auraq-e-jazbat
      • Roops-Diary
      • Apka-Nazariya
    • Alfaaz-e-Dil
      • Irshad
    • Mere-Watan
    • HASHTAGS - #SHAYRI
    • Buy Me A Coffee
    • Contact US
  • Shayari-Sangrah
  • Ishq-Shayari
  • Virah-Shayari
  • Azeem-Shayar
    • Ghalib-Shayari
    • Bashir-Badr-Shayari
    • Gulzar-Shayari
    • Waseem-Barelvi
    • Ahmad-Faraz
    • Javed-Akhtar
    • Nida-Fazli
    • Rahat-Indori
    • Rahat-Indori
    • Jaun-Eliya
    • Tahzeeb-Hafi
  • The Artist
    • Rahgir
    • Zakir-Khan
    • Piyush-Mishra
    • Kumar-Vishwas
  • Best-Shayari
    • Best-Love-Shayari
    • Best-Sad-Shayari
    • Best-Attitude-Shayari
    • Best-Motivational-Shayari
    • Best-Funny-Shayari
    • Best-Festival-Shayari
    • Best-Friendship-Shayari
  • Shero Shayari In Video
    • Urdu-Studio
    • Ansuni-Shayari - 1
    • Ansuni-Shayari - 2
    • Voice-Of-RJ - 1
    • Voice-Of-RJ - 2
    • Gazal
    • Azeem-Nazam
    • Movie-Shayari
    • Sukoon
  • Ishq-E-Frames
    • Shayari-Shots
    • Do-Lafz
    • Guzarish
    • Andaz-E-Bayan
    • Mehfil-Shayari
    • Insta-Nazariya
  • Shayari Dil Se
    • Ek-Nazariya
    • Manchala-Madhur
    • Auraq-e-jazbat
    • Roops-Diary
    • Apka-Nazariya
  • Alfaaz-e-Dil
    • Irshad
  • Mere-Watan
  • HASHTAGS - #SHAYRI
  • Buy Me A Coffee
  • Contact US
 #shayri #love #shayari #poetry #hindiquotes #urdupoetry #lovequotes  #Eknazariya_shayari #shayaris

About Mirza Ghalib

Mirza Ghalib (1797–1869) was one of the greatest and most influential poets of Urdu and Persian literature. Born as Mirza Asadullah Baig Khan in Agra, India, he is celebrated for his profound and timeless poetry that explores themes of love, loss, mysticism, and existentialism.

Ghalib's ghazals are known for their depth, wit, and philosophical undertones. His work often reflects the struggles of his personal life, including financial hardships and emotional conflicts, against the backdrop of a changing socio-political landscape during the decline of the Mughal Empire and the rise of British rule in India.

Apart from poetry, Ghalib's letters are equally famous for their candid and conversational tone, providing a glimpse into his life and times. His pen name "Ghalib" means "conqueror" or "dominant," reflecting his mastery over language and emotion. 

shayari,shayari,shayari,shayari,shayari,shayari,shayari,shayari,शायरी,शायरी,शायरी,शायरी,शायरी,शायरी

हम को मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन

दिल के ख़ुश रखने को 'ग़ालिब' ये ख़याल अच्छा है

  "Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin,
Dil ke khush rakhne ko 'Ghalib' ye khayaal accha hai." 

======================

तोड़ा कुछ इस अदा से तालुक़ उस ने ग़ालिब 
के सारी उम्र अपना क़सूर ढूँढ़ते रहे 

 "Tohda kuch is ada se taluq us ne Ghalib,
Ke saari umr apna qasoor dhoondhte rahe." 

======================

रहने दे मुझे इन अंधेरों में, "ग़ालिब"... 

कमबख्त रौशनी में "अपनों" के असली चेहरे सामने आ जाते हैं

 Rehne de mujhe in andheron mein, 'Ghalib'...
Kambakht roshni mein 'apnon' ke asli chehre saamne aa jaate hain."    

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

कोई दिन गर ज़िंदगानी और है 
अपने जी में हमने ठानी और है 

​

आतिश -ऐ -दोज़ख में ये गर्मी कहाँ 
सोज़-ऐ -गम है निहानी और है

​

बारह देखीं हैं उन की रंजिशें , 
पर कुछ अब के सरगिरानी और है 

​

देके खत मुँह देखता है नामाबर ,
कुछ तो पैगाम -ऐ -ज़बानी और है 

​

हो चुकीं ‘ग़ालिब’ बलायें सब तमाम ,
एक मर्ग -ऐ -नागहानी और है .

Koi din gar zindagani aur hai

Apne jee mein humne thani aur hai

Aatish-e-dozakh mein ye garmi kahan

Soz-e-gham hai nihani aur hai

Barah dekhi hain un ki ranjishein,

Par kuch ab ke sargirani aur hai

Deke khat munh dekhta hai namaabar,

Kuch to paigaam-e-zabaani aur hai

Ho chuki’n 'Ghalib' balaayein sab tamaam,

Ek marg-e-naagahani aur hai

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

फिर उसी बेवफा पे मरते हैं ,फिर वही ज़िन्दगी हमारी है .!
बेखुदी बेसबब नहीं ‘ग़ालिब’,कुछ तो है जिस की पर्दादारी है ..!!

Phir usi bewafa pe marte hain, phir wahi zindagi hamari hai.!

Bekhudi besabab nahin 'Ghalib', kuch to hai jis ki pardaadari hai..!

================================

खुदा के वास्ते पर्दा न रुख्सार से उठा ज़ालिम.! 
कहीं ऐसा न हो जहाँ भी वही काफिर सनम निकले..!! 

Khuda ke waste parda na rukhsaar se uthaa zhaalim.!

Kahin aisa na ho jahan bhi wahi kaafir sanam nikle..!

================================

बाजीचा-ऐ-अतफाल है दुनिया मेरे आगे .!
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मेरे आगे .!!

Baajicha-e-atfaal hai duniya mere aage.!

Hota hai shab-o-roz tamasha mere aage..!!

 तेरी दुआओं में असर हो तो मस्जिद को हिला के दिखा !
नहीं तो दो घूँट पी और मस्जिद को हिलता देख  !!

Teri duaon mein asar ho to masjid ko hila ke dikha.!

Nahi to do ghoont pee aur masjid ko hilta dekh..!!

================================

 ऐ बुरे वक़्त ज़रा अदब से पेश आ ,
क्यूंकि वक़्त नहीं लगता वक़्त बदलने में … 

Ai bure waqt zara adab se pesh aa,

Kyunki waqt nahi lagta waqt badalne mein...

================================

 ज़िन्दगी उसकी जिस की मौत पे ज़माना अफ़सोस करे ग़ालिब ,यूँ तो हर शक्श आता हैं इस दुनिया में मरने कि लिए ..!!

 Zindagi uski jis ki maut pe zamana afsos kare Ghalib,Yun to har shakhs aata hai is duniya mein marne ke liye..!! 

================================

 ज़ाहिद शराब पीने दे मस्जिद में बैठ कर .!
या वह जगह बता जहाँ खुदा नहीं .. !!

 Zaahid sharaab peene de masjid mein baith kar.!Ya woh jagah bata jahan khuda nahi..!! 

================================

 इस सादगी पर कौन ना मर जाये..!!
लड़ते है और हाथ में तलवार भी नहीं..!!

Is saadgi par kaun na mar jaye..!!

Ladte hain aur haath mein talwar bhi nahi..!!

================================ 

 उनके देखे जो आ जाती है रौनक..!
वो समझते है कि बीमार का हाल अच्छा है ..!!

Unke dekhe jo aa jaati hai raunak..!

Woh samajhte hain ke beemar ka haal achha hai..!!

================================

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

 जला है जिस्म जहाँ दिल भी जल गया होगा,
कुरेदते हो जो अब राख, जुस्तजू क्या है ? 

Jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga,

Kuredte ho jo ab raakh, justuju kya hai?

================================

 कितना खौफ होता है शाम के अंधेरूँ में,
पूँछ उन परिंदों से जिन के घर्र नहीं होते ..!!

Kitna khauf hota hai shaam ke andheron mein,

Poochh un parindon 

Poochh un parindon se jin ke ghar nahi hote..!!

================================

 आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक..!
कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक ..!!

Aah ko chahiye ek umr asar hone tak..!!

Kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak..!!

================================

 रहने दे मुझे इन अंधेरों में, "ग़ालिब"...
कमबख्त रौशनी में "अपनों" के असली चेहरे सामने आ जाते हैं  

Rehne de mujhe in andheron mein, "Ghalib"...

Kambakht roshni mein "apnon" ke asli chehre saamne aa jaate hain

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

 हम को मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन
दिल के ख़ुश रखने को ‘ग़ालिब’ ये ख़याल अच्छा है 

Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin

Dil ke khush rakhne ko 'Ghalib' ye khayaal achha hai 

================================

 न था कुछ तो ख़ुदा था कुछ न होता तो ख़ुदा होता
डुबोया मुझ को होने ने न होता मैं तो क्या होता 

Na tha kuch to khuda tha kuch na 

 हम को मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन
दिल के ख़ुश रखने को ‘ग़ालिब’ ये ख़याल अच्छा है 

Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin

Dil ke khush rakhne ko 'Ghalib' ye khayaal achha hai 

================================

 न था कुछ तो ख़ुदा था कुछ न होता तो ख़ुदा होता
डुबोया मुझ को होने ने न होता मैं तो क्या होता 

Na tha kuch to khuda tha kuch na hota to khuda hota

Duboya mujh ko hone ne na hota main to kya hota

================================

 रगों में दौड़ते फिरने के हम नहीं क़ाइल
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है

Ragon mein daudte firne ke hum nahi qaa'il

Jab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai 

================================

 बाज़ीचा-ए-अतफ़ाल है दुनिया मिरे आगे
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मिरे आगे 

Baazicha-e-atfaal hai duniya mire aage

Hota hai shab-o-roz tamasha mire aage

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

 बाज़ीचा-ए-अतफ़ाल है दुनिया मिरे आगे..!!
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मिरे आगे ..!!!!

Baazicha-e-atfaal hai duniya mire aage

Hota hai shab-o-roz tamasha mire aage

================================

 काबा किस मुँह से जाओगे ‘ग़ालिब’..!!
शर्म तुम को मगर नहीं आती ..!!!

Kaaba kis munh se jaaoge 'Ghalib'..!!

Sharm tum ko magar nahi aati..!!!

================

 बाज़ीचा-ए-अतफ़ाल है दुनिया मिरे आगे..!!
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मिरे आगे ..!!!!

Baazicha-e-atfaal hai duniya mire aage

Hota hai shab-o-roz tamasha mire aage

================================

 काबा किस मुँह से जाओगे ‘ग़ालिब’..!!
शर्म तुम को मगर नहीं आती ..!!!

Kaaba kis munh se jaaoge 'Ghalib'..!!

Sharm tum ko magar nahi aati..!!!

================================

 कोई मेरे दिल से पूछे तिरे तीर-ए-नीम-कश को..!
ये ख़लिश कहाँ से होती जो जिगर के पार होता ..!!!

Koi mere dil se pooche tire teer-e-neem-kash ko..!

Ye khalish kahan se hoti jo jigar ke paar hota..!!!

================================

 रंज से ख़ूगर हुआ इंसाँ तो मिट जाता है रंज..!
मुश्किलें मुझ पर पड़ीं इतनी कि आसाँ हो गईं ..!!!

Ranj se khoogar hua insaan to mit jaata hai ranj..!

Mushkilein mujh par padin itni ke aasaan ho gayin..!!!

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

 रेख़्ते के तुम्हीं उस्ताद नहीं हो ‘ग़ालिब’
कहते हैं अगले ज़माने में कोई ‘मीर’ भी था 

Rekhta ke tumhi ustaad nahi ho 'Ghalib'

Kehte hain agle zamane mein koi 'Meer' bhi tha

================================

 थी खबर गर्म के ग़ालिब के उड़ेंगे पुर्ज़े ,
देखने हम भी गए थे पर तमाशा न हुआ 

Thi khabar garm ke Ghalib ke udhenge purze,

Dekhne hum bhi gaye the par tamasha na hua

================================

 दिल दिया जान के क्यों उसको वफादार , असद 
ग़लती की के जो काफिर को मुस्लमान समझा 

Dil diya jaan ke kyun usko wafadaar, Asad

Ghalti ki ke jo kafir ko Musalman samjha

================================

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

लाज़िम था के देखे मेरा रास्ता कोई दिन और
तनहा गए क्यों , अब रहो तनहा कोई दिन और ...

Lazim tha ke dekhe mera rasta koi din aur

Tanha gaye kyun, ab raho tanha koi din aur...

================================

 कितने शिरीन हैं तेरे लब के रक़ीब,गालियां खा के बेमज़ा न हुआ 
कुछ तो पढ़िए की लोग कहते हैं,आज ‘ग़ालिब ‘ गजलसारा न हुआ 

Kitne sheereen hain tere lab ke raqeeb, galiyan kha ke bemaza na hua

Kuch to padhiye ke log kehte hain, aaj 'Ghalib' ghazalsara na hua

================================

 इश्क़ मुझको नहीं वेहशत ही सही,मेरी वेहशत तेरी शोहरत ही सही 
कटा कीजिए न तालुक हम से,कुछ नहीं है तो अदावत ही सही

Ishq mujhko nahi wehshat hi sahi, meri wehshat teri shohrat hi sahi

Kata keeje na taluqq hum se, kuch nahi hai to adawat hi sahi

================================

दिल से तेरी निगाह जिगर तक उतर गई ,दोनों को एक अदा में रजामंद कर गई

मारा ज़माने ने ‘ग़ालिब’ तुम को ,वो वलवले कहाँ , वो जवानी किधर गई

Dil se teri nigah jigar tak utar gayi, dono ko ek ada mein rajamand kar gayi

Maara zamane ne 'Ghalib' tumko, wo walwale kahan, wo jawani kidhar gayi

shayari,shayari,shayari,shayari,shayari,shayari,shayari,shayari,शायरी,शायरी,शायरी,शायरी,शायरी,शायरी

उल्फ़त पैदा हुई है , कहते हैं , हर दर्द की दवा 
यूं हो हो तो चेहरा -ऐ -गम उल्फ़त ही क्यों न हो ..

Ulfat paida hui hai, kehte hain, har dard ki dawa

Yun ho to chehra-e-gham ulfat hi kyun na ho

================================

 नादान हो जो कहते हो क्यों जीते हैं “ग़ालिब “
किस्मत मैं है मरने की तमन्ना कोई दिन और 

Naadan ho jo kehte ho kyun jeete hain 'Ghalib'

Kismat mein hai marne ki tamanna koi din aur

================================

 गम -ऐ -हस्ती का असद किस से हो जूझ मर्ज इलाज.!
शमा हर रंग मैं जलती है सहर होने तक .. !!

Gham-e-hasti ka Asad kis se ho jooj marz ilaaj.!

Shama har rang mein jalti hai sahar hone tak..!

================================

 ग़ालिब ‘ हमें न छेड़ की फिर जोश -ऐ -अश्क से 
बैठे हैं हम तहय्या -ऐ -तूफ़ान किये हुए ..!!

Ghalib' humein na chhed ke phir josh-e-ashq se

Baithe hain hum tahayya-e-toofan kiye hue..!

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

------------------------------------ 

कोई दिन गर ज़िंदगानी और है 
अपने जी में हमने ठानी और है 

​

आतिश -ऐ -दोज़ख में ये गर्मी कहाँ 
सोज़-ऐ -गम है निहानी और है

​

बारह देखीं हैं उन की रंजिशें , 
पर कुछ अब के सरगिरानी और है 

​

देके खत मुँह देखता है नामाबर ,
कुछ तो पैगाम -ऐ -ज़बानी और है 

​

हो चुकीं ‘ग़ालिब’ बलायें सब तमाम ,
एक मर्ग -ऐ -नागहानी और है .

 ------------------------------------ 

Koi din gar zindagani aur hai

Apne jee mein humne thani aur hai

Aatish-e-dozakh mein ye garmi kahan

Soz-e-gham hai nihani aur hai

Barah dekhin hain un ki ranjishein,

Par kuch ab ke sargirani aur hai

Deke khat munh dekhta hai namaabar,

Kuch to paigaam-e-zabaani aur hai

Ho chuki'n 'Ghalib' balaayein sab tamaam,

Ek marg-e-naagahani aur hai

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

------------------------------------ 

कोई उम्मीद बर नहीं आती
कोई सूरत नज़र नहीं आती

​

 मौत का एक दिन मु’अय्यन है
निहद क्यों रात भर नहीः आती?

​

आगे आती थी हाल-इ-दिल पे हंसी
अब किसी बात पर नहीं आती

​

क्यों न चीखूँ की याद करते हैं
मेरी आवाज़ गर नहीं आती.

​

 हम वहाँ हैं जहां से हमको भी
कुछ हमारी खबर नहीं आती

Koi umeed bar nahi aati
Koi soorat nazar nahi aati

Maut ka ek din mu'ayyan hai
Nihad kyun raat bhar nahi aati?

Aage aati thi haal-e-dil pe hansi
Ab kisi baat par nahi aati

Kyun na cheekhun ki yaad karte hain
Meri awaaz gar nahi aati.

Hum wahan hain jahan se humko bhi
Kuch humari khabar nahi aati

------------------------------------

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

न था कुछ तो ख़ुदा था कुछ न होता तो ख़ुदा होता
डुबोया मुझ को होने ने न होता मैं तो क्या होता

​

हुआ जब ग़म से यूँ बे-हिस तो ग़म क्या सर के कटने का
न होता गर जुदा तन से तो ज़ानू पर धरा होता

​

हुई मुद्दत कि ‘ग़ालिब’ मर गया पर याद आता है
वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता

Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota
Duboya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota

Hua jab gham se yun be-his to gham kya sar ke katne ka
Na hota gar juda tan se to zaanu par dhara hota

Hui muddat ke ‘Ghalib’ mar gaya par yaad aata hai
Woh har ik baat par kehna ke yun hota to kya hota

================================

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

रहिए अब ऐसी जगह चल कर जहाँ कोई न हो
हम-सुख़न कोई न हो और हम-ज़बाँ कोई न हो

​

बे-दर-ओ-दीवार सा इक घर बनाया चाहिए
कोई हम-साया न हो और पासबाँ कोई न हो

​

पड़िए गर बीमार तो कोई न हो तीमारदार
और अगर मर जाइए तो नौहा-ख़्वाँ कोई न हो

Rahiye ab aisi jagah chal kar jahan koi na ho

Hum-sukhan koi na ho aur hum-zubaan koi na ho

Be-dar-o-deewar sa ek ghar ba

Be-dar-o-deewar sa ek ghar banaya chahiye

Koi hum-saaya na ho aur paasbaan koi na ho

Padhiye gar beemar to koi na ho teemaardaar

Aur agar mar jaiye to nauha-khwaan koi na ho

   ============================ 

 आता है दाग-ए-हसरत-ए-दिल का शुमार याद,
मुझसे मेरे गुनाह का हिसाब ऐ खुदा न माँग। 

Aata hai daag-e-hasrat-e-dil ka shumaar yaad

Mujhse mere gunaah ka hisaab ai khuda na maang

   ============================ 

 कोई कितना ही खुश-मिज़ाज क्यों न हो... ♥♥ रुला देती है किसी की कमी कभी-कभी..!!  

Koi kitna hi khush-mizaaj kyun na ho...

Rula deti hai kisi ki kami kabhi-kabhi..!!

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

============================ 

आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक 

कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक

​

दाम-ए-हर-मौज में है हल्क़ा-ए-सद-काम-ए-नहंग देखें क्या गुज़रे है क़तरे पे गुहर होते तक

​

आशिक़ी सब्र-तलब और तमन्ना बेताब 

दिल का क्या रंग करूँ ख़ून-ए-जिगर होते तक

​

हम ने माना कि तग़ाफ़ुल न करोगे लेकिन 

ख़ाक हो जाएँगे हम तुम को ख़बर होते तक

​

परतव

परतव-ए-ख़ुर से है शबनम को फ़ना की ता’लीम 

मैं भी हूँ एक इनायत की नज़र होते तक

​

यक नज़र बेश नहीं फ़ुर्सत-ए-हस्ती ग़ाफ़िल 

गर्मी-ए-बज़्म है इक रक़्स-ए-शरर होते तक

​

ग़म-ए-हस्ती का ‘असद’ किस से हो जुज़ मर्ग इलाज 

शम्अ हर रंग में जलती है सहर होते तक

Aah ko chahiye ik umr asar hote tak

Kaun jeeta hai tiri zulf ke sar hote tak

Daam-e-har-mauj mein hai halqa-e-sad-kaam-e-nahang

Dekhein kya guzre hai qatre pe guhar hote tak

Aashiqui sabr-talab aur tamanna betaab

Dil ka kya rang karoon khoon-e-jigar hote tak

Hum ne maana ke taghaful na karoge lekin

Khaak ho jaayenge hum tum ko khabar hote tak

Partav-e-khur se hai shabnam ko fana ki ta'leem

Main bhi hoon ek inayat ki nazar hote tak

Yak nazar besh nahi fursat-e-hasti ghaafil

Garmi-e-bazm hai ek raqs-e-sharar hote tak

Gham-e-hasti ka 'Asad' kis se ho juzz marg ilaaj

Shama har rang mein jalti hai sahar hote tak

============================ 

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

रंज से ख़ूगर हुआ इंसाँ तो मिट जाता है रंज

मुश्किलें मुझ पर पड़ीं इतनी कि आसाँ हो गईं ..!!

Ranj se khoogar hua insaan to mit jaata hai ranj

Mushkilein mujh par padin itni ke aasan ho gayin..!

-------------------------------------------------

अपनी गली में मुझको न कर दफ्न बादे-कत्ल,

मेरे पते से खल्क को क्यों तेरा घर मिले। 

Apni gali mein mujhko na 

Apni gali mein mujhko na kar dafn baad-e-qatl

Mere pate se khalq ko kyun tera ghar mile

-------------------------------------------------

आईना देख अपना सा मुँह ले के रह गए 

साहब को दिल न देने पे कितना ग़ुरूर था

Aaina dekh apna sa munh le ke reh gaye

Saahib ko dil na dene pe kitna ghuroor tha 

-------------------------------------------------

इस सादगी पे कौन न मर जाए ऐ ख़ुदा,

लड़ते हैं और हाथ में तलवार भी नहीं। 

Is saadgi pe kaun na mar jaaye ai khuda

Ladte hain aur haath mein talwar bhi nahi

इश्क़ मुझ को नहीं वहशत ही सही

मेरी वहशत तिरी शोहरत ही सही

​

क़त्अ कीजे न तअल्लुक़ हम से 

कुछ नहीं है तो अदावत ही सही

​

मेरे होने में है क्या रुस्वाई 

ऐ वो मज्लिस नहीं ख़ल्वत ही सही

​

हम भी दुश्मन तो नहीं हैं अपने 

ग़ैर को तुझ से मोहब्बत ही सही

​

अपनी हस्ती ही से हो जो कुछ हो 

आगही गर नहीं ग़फ़लत ही सही

​

उम्र हर-चंद कि है बर्क़-ए-ख़िराम 

दिल के ख़ूँ करने की फ़ुर्सत ही सही

​

हम कोई तर्क-ए-वफ़ा करते हैं 

न सही इश्क़ मुसीबत ही सही

​

कुछ तो दे ऐ फ़लक-ए-ना-इंसाफ़ 

आह ओ फ़रियाद की रुख़्सत ही सही

​हम भी तस्लीम की ख़ू डालेंगे 

बे-नियाज़ी तिरी आदत ही सही

​

यार से छेड़ चली जाए ‘असद’ 

गर नहीं वस्ल तो हसरत ही सही

------------------------------------------------ 

Ishq mujh ko nahi wehshat hi sahi Meri wehshat teri shohrat hi sahi

Qat'a keeje na taluqq hum se 

Kuch nahi hai to adawat hi sahi 

Mere hone mein hai kya ruswaai

 Ai woh majlis nahi khalwat hi sahi

Hum bhi dushman to nahi hain apne

Ghair ko  tujh se mohabbat hi sahi

Apni hasti hi se ho jo kuch ho

Aagahi gar nahi ghaflat hi sahi

Umr har-chand ke hai barq-e-khiraam

 Dil ke khoon karne ki fursat hi sahi

Hum koi tark-e-wafa karte hain

Na sahi ishq museebat hi sahi

Kuch to de ai falak-e-na-insaaf

Aah o faryaad ki rukhsat hi sahi

Hum bhi tasleem ki khoo daalenge

Be-niyaazi teri aadat hi sahi

Yaar se chhed chali jaaye 'Asad'

 Gar nahi vasl to hasrat hi sahi 

  -----------------------------------------------

हज़ारों ख़्वाहिशें ऐसी कि हर ख़्वाहिश पे दम निकले
बहुत निकले मिरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले

​

डरे क्यूँ मेरा क़ातिल क्या रहेगा उस की गर्दन पर
वो ख़ूँ जो चश्म-ए-तर से उम्र भर यूँ दम-ब-दम निकले

​

निकलना ख़ुल्द से आदम का सुनते आए हैं लेकिन
बहुत बे-आबरू हो कर तिरे कूचे से हम निकले

​

भरम खुल जाए ज़ालिम तेरे क़ामत की दराज़ी का
अगर इस तुर्रा-ए-पुर-पेच-ओ-ख़म का पेच-ओ-ख़म निकले

​

मगर लिखवाए कोई उस को ख़त तो हम से लिखवाए
हुई सुब्ह और घर से कान पर रख कर क़लम निकले

​

हुई इस दौर में मंसूब मुझ से बादा-आशामी
फिर आया वो ज़माना जो जहाँ में जाम-ए-जम निकले

​

हुई जिन से तवक़्क़ो’ ख़स्तगी की दाद पाने की
वो हम से भी ज़ियादा ख़स्ता-ए-तेग़-ए-सितम निकले

​

मोहब्बत में नहीं है फ़र्क़ जीने और मरने का
उसी को देख कर जीते हैं जिस काफ़िर पे दम निकले

​

कहाँ मय-ख़ाने का दरवाज़ा ‘ग़ालिब’ और कहाँ वाइ’ज़
पर इतना जानते हैं कल वो जाता था कि हम निकले

Hazaaron khwaahishein aisi ke har khwaahish pe dam nikle
Bahut nikle mire armaan lekin phir bhi kam nikle

Dare kyun mera qaatil kya rahega us ki gardan par
Woh khoon jo chashm-e-tar se umr bhar yun dam-ba-dam nikle

Nikalna khuld se Aadam ka sunte aaye hain lekin
Bahut be-aabroo ho kar tere kooche se hum nikle

Bharam khul jaaye zaalim tere qaamat ki daraazi ka
Agar is turra-e-pur-pech-o-kham ka pech-o-kham nikle

Magar likhwaaye koi usko khat to hum se likhwaaye
Hui subah aur ghar se kaan par rakh kar qalam nikle

Hui is daur mein mansoob mujh se baada-aashaami
Phir aaya woh zamaana jo jahaan mein jaam-e-jam nikle

Hui jin se tawakkko’ khastagi ki daad paane ki
Woh hum se bhi ziyaada khasta-e-tegh-e-sitam nikle

Mohabbat mein nahi hai farq jeene aur marne ka
Ussi ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dam nikle

Kahan may-khane ka darwaaza 'Ghalib' aur kahan wa'iz
Par itna jaante hain kal woh jaata tha ke hum nikle

  -----------------------------------------------

गैर ले महफ़िल में बोसे जाम के ! 

हम रहें यूँ तश्ना-ऐ-लब पैगाम के !!

खत लिखेंगे गरचे मतलब कुछ न हो ! 

हम तो आशिक़ हैं तुम्हारे नाम के !!!

इश्क़ ने “ग़ालिब” निकम्मा कर दिया ! 

वरना हम भी आदमी थे काम के!!!

Ghair le mehfil mein bose jaam ke!
Hum rahein yun tashna-e-lab paigaam ke!!

Khat likhenge garche matlab kuch na ho!
Hum to aashiq hain tumhare naam ke!!!

Ishq ne "Ghalib" nikamma kar diya!
Warna hum bhi aadmi the kaam ke!!!

  ----------------------------------------------- 

      दर्द मिन्नत-कश-ए-दवा न हुआ 

      मैं न अच्छा हुआ बुरा न हुआ 

      जम्अ करते हो क्यूँ रक़ीबों को 

      इक तमाशा हुआ गिला न हुआ 

      हम कहाँ क़िस्मत आज़माने जाएँ 

      तू ही जब ख़ंजर-आज़मा न हुआ 

      कितने शीरीं हैं तेरे लब कि रक़ीब 

      गालियाँ खा के बे-मज़ा न हुआ 

      है ख़बर गर्म उन के आने की 

      आज ही घर में बोरिया न हुआ 

      क्या वो नमरूद की ख़ुदाई थी 

      बंदगी में मिरा भला न हुआ 

      जान दी दी हुई उसी की थी 

      हक़ तो यूँ है कि हक़ अदा न हुआ 

      ज़ख़्म गर दब गया लहू न थमा 

      काम गर रुक गया रवा न हुआ 

      रहज़नी है कि दिल-सितानी है 

      ले के दिल दिल-सिताँ रवाना हुआ 

      कुछ तो पढ़िए कि लोग कहते हैं 

      आज 'ग़ालिब' ग़ज़ल-सरा न हुआ 

Dard minnat-kash-e-dawa na hua
Main na achha hua bura na hua

Jama karte ho kyun raqeebon ko
Ik tamasha hua gila na hua

Hum kahan qismat aazmaane jaayein
Tu hi jab khanjar-aazma na hua

Kitne sheereen hain tere lab ke raqeeb
Galiyaan kha ke be-maza na hua

Hai khabar garm un ke aane ki
Aaj hi ghar mein boriya na hua

Kya woh Namrood ki khudai thi
Bandagi mein mera bhala na hua

Jaan di di hui usi ki thi
Haq to yun hai ke haq ada na hua

Zakhm gar dab gaya lahoo na thama
Kaam gar ruk gaya rawa na hua

Rehzani hai ke dil-sitani hai
Le ke dil dil-sitaan rawaana hua

Kuch to padhiye ke log kehte hain
Aaj 'Ghalib' ghazal-sara na hua

-----------------------------------------------

 सँभलने दे मुझे ऐ ना-उमीदी क्या क़यामत है

कि दामान-ए-ख़याल-ए-यार छूटा जाए है मुझ से

Sambhalne de mujhe ai na-umeedi kya qayamat hai
Ke daaman-e-khayal-e-yaar chhuta jaaye hai mujh se 

 ----------------------------------------------- 

 हम कहाँ के दाना थे किस हुनर में यकता थे

बे-सबब हुआ 'ग़ालिब' दुश्मन आसमाँ अपना

 ----------------------------------------------- 

 हम को मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन

दिल के ख़ुश रखने को 'ग़ालिब' ये ख़याल अच्छा है

 ----------------------------------------------- 

दिल के दो हिस्से जो कर डाले थे हुस्न-ओ-इश्क़ ने 

एक सहरा बन गया और एक गुलशन हो गया 

Dil ke do hisse jo kar daale the husn-o-ishq ne
Ek sahra ban gaya aur ek gulshan ho gaya 

 ----------------------------------------------- 

 हमारे शेर हैं अब सिर्फ़ दिल-लगी के 'असद'

खुला कि फ़ाएदा अर्ज़-ए-हुनर में ख़ाक नहीं

Hamare sher hain ab sirf dil-lagi ke 'Asad'
Khula ke faaida arz-e-hunar mein khaak nahi 

 ----------------------------------------------- 

हर एक बात पे कहते हो तुम कि तू क्या है

तुम्हीं कहो कि ये अंदाज़-ए-गुफ़्तुगू क्या है

Har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai
Tumhi kaho ke ye andaaz-e-guftagu kya hai 

 हम को उन से वफ़ा की है उम्मीद

जो नहीं जानते वफ़ा क्या है

 Hum ko un se wafa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafa kya hai 

 ----------------------------------------------- 

 हर इक मकान को है मकीं से शरफ़ 'असद'

मजनूँ जो मर गया है तो जंगल उदास है

 Har ek makaan ko hai makeen se sharaf 'Asad'
Majnun jo mar gaya hai to jungle udaas hai 

 ----------------------------------------------- 

 हज़ारों ख़्वाहिशें ऐसी कि हर ख़्वाहिश पे दम निकले

बहुत निकले मिरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले

 Hazaaron khwahishein aisi ke har khwahish pe dam nikle
Bahut nikle mire armaan lekin phir bhi kam nikle 

 हम ने माना कि तग़ाफ़ुल न करोगे लेकिन

ख़ाक हो जाएँगे हम तुम को ख़बर होते तक

 Hum ne maana ke taghaful na karoge lekin
Khaak ho jaayenge hum tum ko khabar hote tak 

  -----------------------------------------------  

हुआ है शह का मुसाहिब फिरे है इतराता

वगरना शहर में 'ग़ालिब' की आबरू क्या है

 Hua hai shah ka musaahib fire hai itraata
Wagarna sheher mein 'Ghalib' ki aabroo kya hai 

  ----------------------------------------------- 

होगा कोई ऐसा भी कि 'ग़ालिब' को न जाने

शाइर तो वो अच्छा है प बदनाम बहुत है 

Hoga koi aisa bhi ke 'Ghalib' ko na jaane
Sha'ir to woh achha hai par badnaam bahut hai 

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता 

अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता 

 Ye na thi hamari qismat ke visaale-yaar hota
Agar aur jeete rehte yahi intezaar hota 

*****************************************

 “हाथों की लकीरों पर मत जा ए ग़ालिब,
नसीब उनके भी होते हैं जिनके हाथ नहीं होता”

 "Haathon ki lakeeron par mat ja ai Ghalib,
Naseeb unke b

Naseeb unke bhi hote hain jinke haath nahi hote"  

*****************************************

 “इशरत-ए-कतरा है दरिया मैं फना हो जाना,
दर्द का हद से गुजरना है दवा हो जाना” 

  "Ishrat-e-katra hai dariya mein fana ho jaana, Dard ka had se guzarna hai dawa ho jaana" 

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता 

अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता

 Ye na thi hamari qismat ke visaale-yaar hota
Agar aur jeete rehte yahi intezaar hota  

 ***************************************** 

 “इश्क पर ज़ोर नहीं है,
ये वो आतिश गालिब कि लगाए न लगे और बुझाए न बने”  

 "Ishq par zor nahi hai,
Ye woh aatish Ghalib ke lagaaye na la

ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता 

अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता

 Ye na thi hamari qismat ke visaale-yaar hota
Agar aur jeete rehte yahi intezaar hota  

 ***************************************** 

 “इश्क पर ज़ोर नहीं है,
ये वो आतिश गालिब कि लगाए न लगे और बुझाए न बने”  

 "Ishq par zor nahi hai,
Ye woh aatish Ghalib ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane" 

 ***************************************** 

 तेरे वादे पर जिये हम, तो यह जान, झूठ जाना,
कि ख़ुशी से मर न जाते, अगर एतबार होता 

 Tere waade par jiye hum, to yeh jaan, jhooth jaana,
Ke khushi se mar na jaate, agar aitbaar hota 

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

क़र्ज़ की पीते थे मय लेकिन समझते थे कि हाँ 

रंग लावेगी हमारी फ़ाक़ा-मस्ती एक दिन

 Qarz ki peete the may lekin samajhte the ke haan
Rang laavegi hamari faqaa-masti ek din 

  *****************************************  

 हुआ जब गम से यूँ बेहिश तो गम क्या सर के कटने का,
ना होता गर जुदा तन से तो जहानु पर धरा होता! 

 Hua jab gham se yun behis to gha

क़र्ज़ की पीते थे मय लेकिन समझते थे कि हाँ 

रंग लावेगी हमारी फ़ाक़ा-मस्ती एक दिन

 Qarz ki peete the may lekin samajhte the ke haan
Rang laavegi hamari faqaa-masti ek din 

  *****************************************  

 हुआ जब गम से यूँ बेहिश तो गम क्या सर के कटने का,
ना होता गर जुदा तन से तो जहानु पर धरा होता! 

 Hua jab gham se yun behis to gham kya sar ke katne ka,
Na hota gar juda tan se to jahaanu par dhara hota 

  ***************************************** 

हुई मुद्दत कि 'ग़ालिब' मर गया पर याद आता है,

वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता !

 Hui muddat ke 'Ghalib' mar gaya par yaad aata hai,
Woh har ik baat par kehna ke yun hota to kya hota! 

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

 ये रश्क है कि वो होता है हमसुख़न हमसे
वरना ख़ौफ़-ए-बदामोज़ी-ए-अदू क्या है 

 चिपक रहा है बदन पर लहू से पैराहन
हमारी ज़ेब को अब हाजत-ए-रफ़ू क्या है 

 Ye rashk hai ke woh hota hai humsukhan humse
Warna khauf-e-badamoozi-e-adu kya hai 

 Chipak raha hai badan par lahoo se pairahan
Hamari zeb ko ab haajat-e-rafu kya hai 

**************************

 ये रश्क है कि वो होता है हमसुख़न हमसे
वरना ख़ौफ़-ए-बदामोज़ी-ए-अदू क्या है 

 चिपक रहा है बदन पर लहू से पैराहन
हमारी ज़ेब को अब हाजत-ए-रफ़ू क्या है 

 Ye rashk hai ke woh hota hai humsukhan humse
Warna khauf-e-badamoozi-e-adu kya hai 

 Chipak raha hai badan par lahoo se pairahan
Hamari zeb ko ab haajat-e-rafu kya hai 

*****************************************

 जला है जिस्म जहाँ दिल भी जल गया होगा
कुरेदते हो जो अब राख जुस्तजू क्या है

रगों में दौड़ते फिरने के हम नहीं क़ायल
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है 

 Jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga
Kuredte ho jo ab raakh justuju kya hai 

 Ragon mein daudte firne ke hum nahi qaa'il
Jab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai 

*****************************************

हर किसी को एक बार प्यार ज़रूर करना चाहिए, ताकि उसे पता चले प्यार क्यों नहीं करना चाहिए 

 Har kisi ko ek baar pyaar zaroor karna chahiye,
Taaki use pata chale pyaar kyun nahi karna chahiye 

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

 वो चीज़ जिसके लिये हमको हो बहिश्त अज़ीज़
सिवाए बादा-ए-गुल्फ़ाम-ए-मुश्कबू क्या है

पियूँ शराब अगर ख़ुम भी देख लूँ दो चार
ये शीशा-ओ-क़दह-ओ-कूज़ा-ओ-सुबू क्या है 

 Woh cheez jiske liye humko ho behisht azeez
Siwaaye baada-e-gulfaam-e-mushkboo kya hai 

 Piyoon sharaab agar khum bhi dekh loon do chaar
Ye sheesha-o-qadah-o-kooza-o-suboo kya hai 

 वो चीज़ जिसके लिये हमको हो बहिश्त अज़ीज़
सिवाए बादा-ए-गुल्फ़ाम-ए-मुश्कबू क्या है

पियूँ शराब अगर ख़ुम भी देख लूँ दो चार
ये शीशा-ओ-क़दह-ओ-कूज़ा-ओ-सुबू क्या है 

 Woh cheez jiske liye humko ho behisht azeez
Siwaaye baada-e-gulfaam-e-mushkboo kya hai 

 Piyoon sharaab agar khum bhi dekh loon do chaar
Ye sheesha-o-qadah-o-kooza-o-suboo kya hai 

 ***************************************** 

  रही न ताक़त-ए-गुफ़्तार और अगर हो भी
तो किस उम्मीद पे कहिये के आरज़ू क्या है

बना है शह का मुसाहिब, फिरे है इतराता
वगर्ना शहर में "ग़ालिब" की आबरू क्या है 

 Rahi na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhi
To kis umeed pe kahiye ke aarzoo kya hai 

 Bana hai shah ka musaahib, fire hai itraata
Wagarna sheher mein "Ghalib" ki aabroo kya hai 

 ***************************************** 

वो मिले भी तो खुदा के दरबार मै ग़ालिब .!

अब तू ही बता मोहबत करते या इबादत..!!

 Woh mile bhi to khuda ke darbaar mein Ghalib
Ab tu hi bata mohabbat karte ya ibaadat!! 

www.EkNazariya.com
Shayari, poetry,gazal ,sher, poem,hindi shayari,Ghalib shayari, sad shayari,love shayari,urdu shayari,movie shayri,Best shayari,old shayari Famous shayari, bashir badr shayari शायरी शायरी

 ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
कभी सबा को, कभी नामाबर को देखते हैं

वो आए घर में हमारे, खुदा की क़ुदरत हैं!
कभी हम उमको, कभी अपने घर को देखते हैं 

Ye hum jo hijr mein deewar-o-dar ko dekhte hain
Kabhi saba ko, kabhi namaabar ko dekhte hain

Woh aaye ghar mein hamare, khuda ki qudrat hai!
Kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte

 ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
कभी सबा को, कभी नामाबर को देखते हैं

वो आए घर में हमारे, खुदा की क़ुदरत हैं!
कभी हम उमको, कभी अपने घर को देखते हैं 

Ye hum jo hijr mein deewar-o-dar ko dekhte hain
Kabhi saba ko, kabhi namaabar ko dekhte hain

Woh aaye ghar mein hamare, khuda ki qudrat hai!
Kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte hain

  ***************************************** 

 नज़र लगे न कहीं उसके दस्त-ओ-बाज़ू को
ये लोग क्यूँ मेरे ज़ख़्मे जिगर को देखते हैं

तेरे ज़वाहिरे तर्फ़े कुल को क्या देखें
हम औजे तअले लाल-ओ-गुहर को देखते हैं 

Nazar lage na kahin uske dast-o-baazoo ko
Ye log kyun mere zakhm-e-jigar ko dekhte hain

 Tere zawahire tarfe kul ko kya dekhein
Hum auje ta'le laal-o-guhar ko dekhte hain 

 *****************************************  

शाम होते ही दिल मै ख्याल उठता है ग़ालिब आज दिन ढला है या मेरी उम्र 

 Shaam hote hi dil mein khayal uthta hai
Ghalib aaj din dhala hai ya meri umr 

Explore More SHAYARI PAGE's - Click here

#ahmadfaraz #urdupoetry #shayari #poetry #urdu #hindipoetry #rekhta #rahatindori #jaunelia #urduadab
#bashirbadr #bashirbadrshayari #urdupoetry #hindipoetry #shayari #poetry #rekhta #gulzar #rahatindor
#nidafazli #nidafazlishayari #urdupoetry #hindipoetry #shayari #rekhta #gulzar #rahatindori #faizahm
#rahatindori #shayari #gulzar #poetry #urdupoetry #love #hindipoetry #rekhta #hindishayari #jaunelia
#ghalib #ghalibshayari #ghalibpoetry #mirzaghalib #urdupoetry #hindipoetry #shayari #poetry #ghazal
#gulzarshayari #gulzar #shayari #hindishayari #poetry #gulzariyat #gulzarpoetry #love #shayarilover
#javedakhtar #javedakhtarshayari #urdupoetry #hindipoetry #shayari #poetry #rekhta #gulzar #rahatind

#jaunelia #jauneliapoetry #urdupoetry #shayari #urdu #rahatindori #gulzar #tehzeebhafi #rekhta #mir
#rahgir #rahgirlive #poetry #trending #aadmichutiyahai #raahgiri #indie #folkmusic #reelkarofeelkaro
#kumarvishwas #kumarvishwasshayari #kumarvishwaspoetry #shayari #poetry #hindipoetry #hindishayari
#tehzeebhafi #tehzeebhafipoetry #urdupoetry #shayari #poetry #urdu #hindipoetry #urdushayari #rekhta
#zakirkhan #zakirkhanpoetry #zakirkhanshayri #zakirkhanlive #zakirkhanmemes #zakirkhanquotes #zakirk
#festivalshayari #shayari #hindishayari #urdushayari #poetry #festivalseason #celebration
#funnyshayari #shayari #memes #funnyjokes #indianmemes #fun #funny #desimemes #funnymemes #funtrack
adshayari #shayari #hindishayari #shayri #mohabbat #hindiquotes #love #shayarilover #loveshayari #ur
#loveshayari #shayari #love #lovequotes #sadshayari #hindishayari #urdupoetry #mohabbat #shayri #sha
#attitudeshayari #attitude #shayari #attitudestatus #attitudequotes #status #poetry #shayri #urdusha
#piyushmishra #piyushmishrashayari #piyushmishrapoetry #shayari #hindipoetry #urdushayari #poetry #q
  • #attitudeshayari #attitude #shayari #attitudestatus #attitudequotes #status #poetry #shayri #urdusha
  • #piyushmishra #piyushmishrashayari #piyushmishrapoetry #shayari #hindipoetry #urdushayari #poetry #q
  • #ahmadfaraz #urdupoetry #shayari #poetry #urdu #hindipoetry #rekhta #rahatindori #jaunelia #urduadab
  • #bashirbadr #bashirbadrshayari #urdupoetry #hindipoetry #shayari #poetry #rekhta #gulzar #rahatindor
  • #nidafazli #nidafazlishayari #urdupoetry #hindipoetry #shayari #rekhta #gulzar #rahatindori #faizahm
  • #rahatindori #shayari #gulzar #poetry #urdupoetry #love #hindipoetry #rekhta #hindishayari #jaunelia
  • #ghalib #ghalibshayari #ghalibpoetry #mirzaghalib #urdupoetry #hindipoetry #shayari #poetry #ghazal
  • #gulzarshayari #gulzar #shayari #hindishayari #poetry #gulzariyat #gulzarpoetry #love #shayarilover
  • #javedakhtar #javedakhtarshayari #urdupoetry #hindipoetry #shayari #poetry #rekhta #gulzar #rahatind
  • 
#jaunelia #jauneliapoetry #urdupoetry #shayari #urdu #rahatindori #gulzar #tehzeebhafi #rekhta #mir
  • #rahgir #rahgirlive #poetry #trending #aadmichutiyahai #raahgiri #indie #folkmusic #reelkarofeelkaro
  • #kumarvishwas #kumarvishwasshayari #kumarvishwaspoetry #shayari #poetry #hindipoetry #hindishayari
  • #tehzeebhafi #tehzeebhafipoetry #urdupoetry #shayari #poetry #urdu #hindipoetry #urdushayari #rekhta
  • #zakirkhan #zakirkhanpoetry #zakirkhanshayri #zakirkhanlive #zakirkhanmemes #zakirkhanquotes #zakirk
  • #festivalshayari #shayari #hindishayari #urdushayari #poetry #festivalseason #celebration
  • #funnyshayari #shayari #memes #funnyjokes #indianmemes #fun #funny #desimemes #funnymemes #funtrack
  • adshayari #shayari #hindishayari #shayri #mohabbat #hindiquotes #love #shayarilover #loveshayari #ur
  • #loveshayari #shayari #love #lovequotes #sadshayari #hindishayari #urdupoetry #mohabbat #shayri #sha
  • #attitudeshayari #attitude #shayari #attitudestatus #attitudequotes #status #poetry #shayri #urdusha
  • #piyushmishra #piyushmishrashayari #piyushmishrapoetry #shayari #hindipoetry #urdushayari #poetry #q
  • #ahmadfaraz #urdupoetry #shayari #poetry #urdu #hindipoetry #rekhta #rahatindori #jaunelia #urduadab
  • #bashirbadr #bashirbadrshayari #urdupoetry #hindipoetry #shayari #poetry #rekhta #gulzar #rahatindor

Feedback here

Drop us a line!

This site is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

I love to see you feedback here for improvement for this page

Ek Nazariya

chetan.yamger@gmail.com

Connect With Us

Copyright © 2018 Ek Nazariya - All Rights Reserved.

Powered by